Movie Length : - Year : 1954
Certificate No : Type : U
Movie Type : Black & White Era : Talkies
Production : Starlight Pictures
Genre : Action
Actor : Amarnath, Pran, Sajjan, Tiwari
Actress : Munawwar Sultana, Pratima Devi, Vijayalaxmi
Director : Ram Prakash
Female Singer : Geeta Dutt, Lata Mangeshkar , Shamshad Begum
Lyricist : Kaif Irfani, Wahid Qureshi
Male Singer : S. D. Batish
Music Director : S. D. Batish
Songs:
Bahut Din Beet Gaye Balma, Na Mukh Dikhlaaya Sung by Lata Mangeshkar, Composed by S D Batish
Dar Ke Mohabbat Karna, Jag Ki Aankhon Se Darna Sung by: Music By S D Batish
Duniya Se Shikaayat Kaun Kare Sung by: Music By S D Batish
Is Tarah Ghoor Ke Na Dekho Ki Sharmaati Hoon Sung by: Music By S D Batish
Jalaakar Aag Dil Mein Zindagi Barbaad Karte Hain Composed and sung by S D Batish
Lyrics: typed by Hanshu Malik corrected by Ashwin Batish
jalaa kar aag dil me
zindagi barbaad karte hain
naa haste hain naa rote hain
naa kuch fariyaad karte hain
jala kar aag
ummiden hasrato armaan
saba dafnaa liye dil me
dill e barbaad me ab
ranjo gum aabaad karte hain
naa haste hain na rote hain
naa kuch fariyaad karte hain
jalaa kar aag
zahe majburiyaan apni zahe bardaiyan apni
hum apne aashiyan ko
aap hi barbaad karte hain
naa haste hain na rote hain
naa kuch fariyaad karte hain
jalaa kar aag
nahi apni koi manjil
kahaan jaayen kidhar jaayen
sahaara maut kaa hain
maut ko ab yaad karte hain
naa haste hai na rote hain
naa kuch fariyaad karte hain
jalaa kar aag
Kadam Mere Dagmaga Rahe Hain
Sung by: Geeta Dutt, Music By S D Batish
Khwaab Mein Humko Bulaate Hain Sung by: Lata Mangeshkar - Music By S D Batish
Mohabbat Ka Nagma Dilkash Taraana Sung by:? Music By S D Batish
Woh Barbaad Hum Barbaad Sung by: Music By S D Batish